फेसबुक पेज कैसे बनाए -How to create facebook page
Kaise hai aap?
Aaj main aapko btauga ki facebook page kaise bnate hai?
Agar hame kisi product ya apni partibha ko badhana hai to hame ek facebook page bnana bahut jaroori hai
Facebook page pe ham apni photo/content post kar sakte hai aur phir pasand aane pe log uspar like aur comment karte hai
Facebook page bnana bilkul aasan hai
Bina kisi jyada jaankari ke aap facebok page bna sakte hai
Aayie dekhte hai facebook page kaise bnate hai
Pehle aapke paas aapki personal id honi chahiye
Sabse pehle apni facebook id me login kijiye
phir homepage se create page ka option chuniye
Ab aap page ki category ko chuniye
Manpasand page ka naam darj kijiye
Uske baare me likhiye kis tarah ka page hai
Agar aapki koi website hai to uska naam Daaliye
Photo upload pe photo chunniye jo aap page pe set krna chahte ho ab aapke saamne friends invite ka option aayega isme aap unlogo ko chuniye jise aap invite krna chahte ho
Ab aapka page successfully create ho chuka hai
Ab aap aasani se post kar sakte ho
Apna kimati samay deney ke liye dhnawaad
Agar koi presaani aaye to
Whatsapp ya call se direct contact kre
Tags:How to create facebook page
No comments: