Website Kaise Bnaye???
Aap sabhi ko Namaskaar,
Aaj main aapko kuch naya sa btauga jo aap hamesa sochte aa bhi rahe hoge
Website kaise Bnaye?
Thik suna aapne aaj main aapko Btauga ki Website Kaise Bnate Hai
Pehle aapko ye bta du website and blog do alag-alag chize hai
Main blog ke baare me apne agle post me btauga
Yaha par main website ke baare me btaane ja rha hu
Aaj kal ki duniya me website ki bahut jyada maang hai
Jyaadtar insaan chahte hai unki website ho
Website Create krne ke liye aapko sabse pehle HTML/CSS ki jaankari honi chahiye
HTML kya hota hai?
Pehle jaante hai ki HTML kya hota hai
HTML ki poora mtlb - HYPER TEXT MARKUP LANGUAGE
hota hai
Agar simple bhasa me kehe to
Aap Html ki mdad se page ke content bna sakte ho text likh sakte ho
Html sikhne ke liye No.1 website w3school ki mdad le sakte ho
w3school ki website link main aage duga
Ab ye jante hai ki CSS kya hota hai
CSS mean- cascading style sheets
Css ka parmukh istemaal website page ko design dene ke liye hota hai
Agar aapko text size ,Background color,text color aur bhi chize kar sakte ho
HTML/CSS sikhne ke liye yaha W3SCHOOL link ko open kre
http://w3school.com
Ek baat aapko bta du HTML/CSS bahut aasan hai
KYUKI AGAR AAP KUCH NAYA SIKHTE HO DIL AUR DIMAG SE WO MUSKIL NHI HOTA
~ISHTIHAR KHAN
HTML/CSS sikhne ke baad aap
Apni website create kar sakte hai
Apni aane wali post me btauga Domain aur Hosting Kya Hoti hai?
Apna kimati/amulaya samay dene ke liye dhnawaad
Aaj ki post kaisi lagi hame btaye???
Aap mujhse Direct whatsapp se jud sakte hai
Mera whatsapp number hai
+917291073910
Aur facebook page Bhi LIKE kijiye
http://facebook.com/inspireduniya
Inspire Duniya website ke baare me apne dosto ko bhi btaye
Aap ka Din Subh Ho :-)
No comments: